OM Bhur-Bhuvah-Svah. Tat savitur varenyam bhargo devasva dhimahi. Dhiyo yo nah pracodayat.  
 
 
 
 
Categories
 
Festivals
 
   
     
Maa brijeshwari devi chalisa
Doha
Shakti peeth subh kangda brijesvari subh dham |
Brahmma Vishnu or shiv karte tumhe pradam ||
Dhiyan bharu ma apka jyoti akhandh swaroop |
Teen lok ke prado ko dete chaya dhoop ||

Chopai
Jai jai gouri kangde wa;o | brijesvari ammba mahakaali ||
Sati roop ka ansh liya hai | nagarkot mai was kiya hai ||
Pinddi roop subh darshan bhari | chandi asan chavi hai niyari ||
Ghanta dhuani duar baaje | dhol dapp damru sang gaaje ||
Raja jagat singh swapan dikhaya | kankhal ka itihas bataya ||
Mamtamayi sab bhav dikhaya | parvat wala chetra bataya ||
Sabhi devta poojan aye | langar bhero anand paye ||
Duare singh aa pehra deta | ser ka panja dukh har leta ||
Mangal arti pandit karte | jisse vighan saare hai hatte ||
Dhiyanu bhakt ne sish chadaya | darshan dekar sish milaya ||
Aas paas mandir hai pyare | jinke darshan bhagya saware ||
Dai or hai tara mandar | bhuchal mai raha wahi par ||
Yesi hai ma chavi tihari | nagarkot ki vipad nivari ||
Chamatkar kitne ma dikhaye | bharatwasi poojan aye ||
Raja mansingh bhakt banaya | malin hokar roop dikhaya ||
Mugal baadshah tumko mata mana | mahima ko tumri pehchana ||
Sena lekar jab bhi aya | bhakti dekh maat ghabraya ||
Raja trilok chand tumko dhiyaya | chopad kheli sang mahamaya ||
Ek baniya vayapar ko aya | nadi beech noka jab laya ||
Laga dubne ma chillaya | uska beda paar lagaya ||
Behan apki jawala mai | chintapurni bhi harsai ||
Chamunda se prem tumhara | saccha mai tera duara ||
Kalyug mai shakti kehlai | sabne pooja tu sukhdai ||
Wajra roop dhar dusth sahare | papi shakti dekhke hare ||
Maryada ki raksha karti | khadag or trishul ho dharti ||
Dhram ki laaj bachane wali | kahi sant ho kahi wikraali ||
Andhkar ke hatati badal | tera hai ma sukch ka anchal ||
Aasvin chet navratra manu | sanmukh tere darshan pau ||
Annpurna tumhi bani ho | meri maat or pita tumhi ho ||
Duare peepal bhog lagau | ann apse pakar khau ||
Maker sakranti jab aye | mandir ki shobha bad jaye ||
Saari raat ma ka poona hota | saare jage, koi na sota ||
Jaha chinnh, dhiyanu ka piyara | tumne usko nahi visara ||
Versha ma jab rukkar hoti | versha bund dhiyanu much dhoti ||
Khete mai haryali chati | sabke man ko jo harsati ||